Monday, 16 December 2013
Saturday, 14 December 2013
Caliginous Love.
So, here the mortal who voyages through noon,
Slip beneath the shade before it looms.
Park yourself in the shadow that looms,
The mortal who voyages through noon.
Dry are now, the brooks, and rivulets,
The water has transmuted to nothingness.
My this hydrous hue, my this succulent face,
My brackish teardrops, all dried bereft of a preface.
And you can hear my ululation, since,
I hope it seeps down till you sink,
And whisper you to never, ever flay.
The little sedulous faith given to you away.
And when I did not shower anything ruefully,
You vouched for traces of brownness and greenery,
You didn't ask for the aroma, your obduracy;
But I'm masquerading as if there was nothing queasy.
And I hope your bloody heart does not thaw icy water.
And if it does not, I hope our distance truncates nearer. <3

Dreams.... ❤
"And then there is another genre of dreams. Dreams that demand nothing. Dreams that are there just for the sake of being there. That you would never mourn over the loss of or felicitate when accomplished. Sometimes, dreams that give nothing. Just because they take nothing. They sit there like an old man in a crowded parking lot. A dream of being happy no matter how sad something is. Of crying only when you’re too happy. Of being content even if you have nothing. Of loving someone so much that you can let them go. Of finding beauty in the ugliest of places. Of making strangers around you smile. Of reminiscing your childhood days, knowing you can live them again. Of helping someone who can never repay you anyhow. Of attending fear as your guest. Of taking care of small things as if they were the biggest things in life. Of forgiving and forgetting. Of remembering how small you are. Of remembering how big you can be. Of accepting people even though they might not accept you. Of living while we are still alive. Dreams that don’t require years of waiting, but you can live them everyday. Dreams that vanish only when you’re asleep."
Friday, 13 December 2013
Dekh Kar Teri Tasveer Guzarta Hun Din Apna, Chahne Laga Tujhe Is Kadar Tujhe Ke Ab Gungunana Chahun Tujhe! Maalom Hai Mujhe Ke Tujhe Paane Ki Haisiyat Naii Hai Meri, Lekin Fer Yeh Dil Tere Ishq Mein Is Qadar Jhook Chuka Hai ke Ab toh Aasmaan Bhi Zameen Jaisa Lagta Hai, Khud Ko Dhaalta Jaa Rha Hun Tere Pyaar Mein Is Qadar Ke Ab Toh Sapno Mein Bhi Tu Hi Nazar Aati hai.... Haan Ab Toh Tu Hi Chayi Hai Mere Mohabbato Ke Kisso Mein, Ke Ab Toh Tera Naam Dil Par Likhwane Ko Jee Chahta Hai..... <3 :')
Naa Namaz aati hai mujhko Naa wuzub aata hai, lekin sajda padh leta hun jab tera khayaal aata hai!
Teri zindagi mera pyaar hai, meri zindagi tera pyraar! Tere naam leta rahu zubaan se, tere aage sarr zhuka dun, Mera Pyaar keh rha hai bas tujhe khuda bana lun! Tera naam mere dil pr, mujhe bhul jaaye duniya agar main tera naam japna bhul jaau! Mere dil mein bas rhi hai teri bepanah mohbbat, bas ise intezaar tujhse milne ka, ho na jisme noor tera woh shama hi bhujadun. :')
Zindagi se kuch shikhwa nahi ki maine kabhi, khuddar raha yeh dil shuru se... magar jab hua yeh begana ishq mein, tab se rehne lga ye khoya khoya ishq mein... lekin fer jab yeh dil hua tanha, bikhar gye sapne, aur adhoori reh gyi khushiyan, tab se yeh dil kisi ke saath ki aarzoo tak naii kr saka! :')
Thursday, 12 December 2013
-. Lagta nahi hai jee mera ujde diyaar me. Kiski bani hai aalam-e-napaayedaar me.. Chaar din maang ke laye the umar-e-daraaz se.. Do aarzoo me kat gaye, do intezaar me :')
-. Aie Naadan Duniya main mat dhund tu naam e wafa ! Dil se khelte hai log, humsafar banake apna! :')
-.Ek wo the jo.khushi ki talaash me mar jate the.. Ek hum hain jo gham-e-zindagi me jiye jaa rahe hain !
-.Tu wo zaalim hai Jo Dil main reh kar bhi mera na ban Saka “Ghalib”
Aur Dil wo kafir Jo mujh main reh kr bhi tera hogaya… :')

-.Unke dekhne se jo aa jati hai muh par raunaq.. Wo smjhti hain ke beemar ka haal accha hai !
-.Isi dhun mein guzarey jaa rha hun zindagi apni, ke kabhi toh is zindagi ke marhaley aasan toh honge.
-.Ke koi khaamosh itna hai, bahane bhool aaya hun, kisi ek tarannum mein tarane bhul aaya hun, meri ab raah naa takna ae aasmaan walo, main kisi chidhiya ki aankho mein udaanein bhul aaya hun. :')
-.Ke bahot toota, bahot bikhraa.. Thapede seh nhi paya.. Hawaao ke ishaaro me magar mai beh nhi paya.. Adhoora ansuna hi reh gya kissa mohabbat ka.. Kabhi wo sun nhi paayi, kabhi mai keh nhi paya ! :')
-.Khulti zulfo ne seekhayi mausamo ko shayari, zhukti aankho ne btaya mehkashi kya cheez hai!
Ishq kijiye fir smjhie zindagi kyaa cheez hai!
-.Raah e mohbbat mein hai kon kisika rafiq, saath mein rehjaati hai bas meri ek aarzoo. :')
-.Maloom hai mujhe ki mere Sapne jhoote hai, aur yeh khushiyan bhi abhi adhoori hai, magar zindagi ko jeene ke lie galat-femiyan bhi zaroori hai ! :')
-.Khwaishon ka qafila bhi ajeeb hi hai e ghalib aksar wahin se guzarta hai jaha raasta naaii hota! :')
Hua main is tarah deewana teri aashiqui mein ke apne rab ko hi bhula baitha, tujhe rakha sab se upar maine, par iska sila kya mila mujhe? Aakhir mein woh rab hi tha jisne mera dard smjhaa,
rakha tujhe sab se upar, labda raha tujhe har waqt kyuki jaanta tha main tere jaisa naii koi aur is duniya mein, tere ishq ne rogi kia mujhe, jorr chalta mera toh le jaata tujhe sab se cheenke, par yeh dil naii mana, khudgarz hai yeh kehta ki is tarah cheenna naii hai tujhe, chaha hai tujhe toh ab paana hai tujhe, chahe ladna pade mujhe apne rab se bhi, kyuki mera mann dhadkan sirf tera hi naam jape! :')
Laga ke zindagi ab haseen ho gyi hai, lekin har guzarte pal ke saaath ptaa chala ki zindagi aur behrahm ho rhi hai, chahta tha jisko usko btaaane ka sahas naii hua, jisko btaya usko puri tarah chah bhi naa saka!
Sochta hun jab uske baare mein toh rona aajata hai, apni bekhudi pr kyu bola usko ki tumhe chahne laga hun jabki chahtaa toh yeh dil abhi bhi kisi aur ko haai....
Lekin fer bhi naii mana main aaur uth khada hua bhaaraa dil mein sahas thoda aur socha ke bas ab aur naii dungaa dhokha tujhe.
Bola tujhe chahne laga hun, mauka toh de mujhe teri ibadat karne ka, kehta hun dil se ki is chahat ko barkarar rakhne ki koshish krunga! Bas itnaa jaaan le ke ab kabhi tera haath naii chodungaa! :')

Suna tha tere sehr mein sab wafa krte hai, lekin jab dewane hum bane toh tere sehr ne asul hi badal diye!
Woh ruki si zindagi leke chale jaa rha tha main apne gharr ki aurr lekin fer dhyaan jab tera aaya toh yeh paeri khud hi mood gye us gali jis gali tha maikada!
Socha isi maikade mein peeke madira main guzarun woh raat,
Fer khoob batlaya main khud se aur apni sharaab se poocha maine? Kya main wafa ke laayak naii hun?
Lekin fer ek awaaz aayi kehti hui ki raah e mohbbat mein kon kiska rafiq? Saath mein reh jaati hai bas meri ek aarzoo!
Aur fer isi aarzoo ko lie main chal us maikade se uske ghar ki aurr !
Socha ki kahunga usse ki puraaney raabton ko hai naye wade ki khwaish, zara ek baar keh do Mohbbat marr naii sakti!

Girne laga hun main phirse tere pyaar mein, chane laga hun main tujhe firse pure dil se.Teri aankhe milti hai is tarah mere khwabo se ke nazar aati hai unme mujhe wohi wehshat aur tanhaii.Ab mann naaiii lagta tere begar, thakk gya teri tasveer dekh dekh kar, umeed us khuda se aaj bhi wohi hai ki tu meri ho sirf meri, lekin woh khuda bhi khudgarz hai, leta hai imtehaan meri tanhaio ka is tarah, ke baat baat pr tere saamne laakr krdeta hai khada, jaane yun khud khuda mujhse keh rha ho ki ab tu hi hai jo kuch kar skta hai, teri raza par hi tu pyaar paa skta hai, par yeh dil ho chuka hai kamzor itna ki ab dobara naii chahta khaana dhoka, par yeh mohbbat cheez hi aisi hai ke iski raah mein toh koi kisi ka rafiq naii hota, saath mein rehne ke lie fer mere pass reh jaati hai meri ek aarzoo... aarzoo tujhe apna banane ki! :') <3
Subscribe to:
Posts (Atom)