Suna tha tere sehr mein sab wafa krte hai, lekin jab dewane hum bane toh tere sehr ne asul hi badal diye!
Woh ruki si zindagi leke chale jaa rha tha main apne gharr ki aurr lekin fer dhyaan jab tera aaya toh yeh paeri khud hi mood gye us gali jis gali tha maikada!
Socha isi maikade mein peeke madira main guzarun woh raat,
Fer khoob batlaya main khud se aur apni sharaab se poocha maine? Kya main wafa ke laayak naii hun?
Lekin fer ek awaaz aayi kehti hui ki raah e mohbbat mein kon kiska rafiq? Saath mein reh jaati hai bas meri ek aarzoo!
Aur fer isi aarzoo ko lie main chal us maikade se uske ghar ki aurr !
Socha ki kahunga usse ki puraaney raabton ko hai naye wade ki khwaish, zara ek baar keh do Mohbbat marr naii sakti!

No comments:
Post a Comment